Al-sunnah hijama & Physiotherapy clinic - Physiotherapist in Adhartal, Jabalpur
Al-Sunnah Hijama & Physiotherapy Clinic ek trusted aur professional physiotherapy aur hijama therapy center hai, jahan patients ko evidence-based aur personalized treatment diya jata hai. Yahan cervical pain, neck pain, back pain, sciatica, knee pain, arthritis, slip disc, paralysis, stroke rehabilitation, neurological physiotherapy aur women health physiotherapy ka effective treatment available hai. Clinic me qualified physiotherapist dwara modern physiotherapy techniques aur Sunnah-based hijama (cupping therapy) ke through chronic pain, muscle stiffness aur nerve-related problems me relief diya jata hai. Agar aap best physiotherapy clinic ya hijama therapy center near me search kar rahe hain, to Al-Sunnah Hijama & Physiotherapy Clinic
Services From The Best Physiotherapist in Adhartal Jabalpur
Aquatic physiotherapy
Arthritis treatment
Back pain
Balance exercise therapy
Foot and ankle pain
Geriatric physiotherapy
Heat therapy
Hip pain
Hydrotherapy training
Google reviews
She is very friendly ,doesn't the Hijama is very gently .it was a really great experience.
हिजामा शरीर और स्वास्थ्य के लिए अच्छा है। मुझे यहां से अच्छा परिणाम मिला है।
Meri 9 saal ki beti ko face palsy ki problem thi. Yahan treatment start karne ke sirf 10 din ke andar hi kaafi achha ...Read moreRead less
Meri 9 saal ki beti ko face palsy ki problem thi. Yahan treatment start karne ke sirf 10 din ke andar hi kaafi achha relief dikhne laga. Face movement mein clear improvement aaya hai. Doctor bahut hi caring aur cooperative hain, exercises bhi achhi tarah samjhate hain. Main is clinic ko facial palsy treatment ke liye zaroor recommend karungi. ⭐⭐⭐⭐⭐
physiotherapy exercise karayi ja rahi hai. Therapy ke baad hands me bahut zyada improvement aaya hai - strength, move...Read moreRead less
physiotherapy exercise karayi ja rahi hai. Therapy ke baad hands me bahut zyada improvement aaya hai - strength, movement aur control pehle se kaafi better ho gaya hai. Regular exercises se overall body function me bhi sudhaar ho raha hai. Therapist bahut hi patient, skilled aur motivating hain. Hum treatment se bahut satisfied hain aur is clinic ko zaroor recommend karenge.
I have got relief in pimple inka treatment best h pimple m thank you
Mujhe Osteoarthritis ki wajah se ghutnon mein kaafi dard, stiffness aur chalne mein mushkil hoti thi. Maine Kai jagah...Read moreRead less
Mujhe Osteoarthritis ki wajah se ghutnon mein kaafi dard, stiffness aur chalne mein mushkil hoti thi. Maine Kai jagah treatment liye lekin zyada farq nahi pada. Phir main Dr. Kehkasha (BPT, MPT Neuro) ke paas aayi. Unhone mere dard ka proper assessment karke personalized physiotherapy treatment diya. Sirf kuch sessions mein hi kaafi relief mil gaya. Ab main bina dard ke comfortably chal paati hoon. Unka treatment, behavior aur guidance dono hi bohot acchi hai. Main unhe dil se recommend karti hoon.”
Just tried cupping therapy and I'm amazed - my pimples have vanished! ☺️
Best services
Leg paralysis m madam ka treatment accha h mujhe bhut Aram Mila mai ab chal pa rhi hu inke treatment se
Very good service..cupping therapy is very relaxing ...
